Wednesday, 28 November 2012

Saanson Ne Lyrics Lyrics - Dabangg 2

Lyrics Of Saanson Ne –

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kaha

Goriya main tere sang zindagi bitaunga
Rab se yeh maine hai waada kiya

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Batiyaan tore naina
Hum se joh na karte
Haaye Ram kasam jeete jee mar jaate

Arey aise kaise o ji
Yun hi tum mar jaate ho

Tum jo naa hote hum kyun duniya mein aate
Ki teri meri ik zindagi

Ha sang teri preet lagi
Ho pal pal badhegi

Haan maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye
Saanson ne baandhi hai dor piya

Tohre liye humra dhadke jiya
Saat janam ke saathi

Hum hai diya tum baati
Ho roshan basera hai ghar tera-mera

Humre chaand ko takne
Taare bhi nikle hain

Haye nazar na lagey tujhko bahon mein ghera
Oh chal hat jao ji

Nazdeek aao ji
Hum toh ji haarey ji

Han maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye
Saanson ne baandhi hai dor piya

Tohre liye humra dhadke jiya
Reh reh ke dil mera tham sa gaya

Chu ke mujhe tune jab yeh kahaa
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga

Rab se yeh maine hai... waada kiya.

Fevicol Se Lyrics - Dabangg 2

Lyrics Of Fevicol Se –

Angadaiyan leti hun main jab zor zor se
uff angadaiyan leti hun main jab zor zor se
Ooh aah ki awaaz hai aati har aur se
Main toh chalun is kadar
Ki mach jaaye re gadar
Hosh wale bhi madhosh aaye re nazar

Mere photo ko mere photo ko sine se yaar
Chipka le saiyan Fevicol se
Mere photo ko mere photo ko sine se yaar
Chipka le saiyan Fevicol se
Fevicol se fevicol se
Main toh kab se

Haaye main toh kab se hoon ready taiyar
Pata le saiyan miss call se
Mere photo ko seene se yaar
Chipka le saiyan Fevicol se

Jhoom jhoom jhoom barabar jhoom jhoom jhoom
Jhoom jhoom jhoom barabar jhoom jhoom jhoom

Hmmm pyar karle tu aaj angur ki daughter se
Pyar karle tu aaj angur ki daughter se
Nasiyat bhul jayega tu ek gotar se
Pine wale ko bhi jine ka maza aayega
Ye woh daru hai jo chadh jaaye sirf water se

Aaja mere raja tujhe jannat dikhaaun main
Barfile paani me fire lagaun main

Sare India...
Ho Saare India ko tune gulam kiya re

Main to tanduri main to tanduri murgi hun yaar
Gatkale saiyan alcohol se oh yeah.
Mere photo ko seene se yaar
Chipka le saiyan Fevicol se

Log kehate hain mujhe main to hun namkin butter
Log kehate hain mujhe main to hun namkin butter
Kaat dungi main dil ko meri jawani hai cutter
Mera jalwa jo dekh le woh faint ho jaye
Close karke tu rakh le apne nainon ka shutter

Public shehar ki kare hai tera wait re
Arey thumke jo kamariya hile zilla kya state re?
Par kahani...
Ho par kahani o rani purani hai teri
Phir bhi photo ko tere photo ko sine me yaar
Chipka lunga main Fevicol se

My gypsy with siren taiyar
Bhaga le isey petrol se, petrol se petrol se
Mere photo ko sine se yaar
Chipka le saiyan hoye hoye
Chipka le saiyan Fevicol se

Fevi Fevicol se Fevicol se
Nain hum ladayenge baby doll se
Ho laundiya patayenge miss call se
Bat-ball se, Cinema hall se
Are marriage-hall se, Overall se
Tere photo ko seene me yaar
Chipka lunga main Fevicol se

Mere photo ko seene se yaar
Chipka le saiyan
Chipka le saiyan Fevicol se

Pandey Ji Seeti Lyrics

Song Title : Pandeyji Seeti
Movie Album : Dabangg 2
Pandeyji Seeti Singer(s) : Wajid, Mamta Sharma, Shreya Ghoshal
Music Director / Composer : Sajid-Wajid
 Star Cast : Salman Khan, Sonakshi Sinha, Arbaaz Khan, Vinod Khanna, Deepak Dobriyal, Sandeepa Dhar
Director : Arbaaz Khan
Producer : Arbaaz Khan, Malaika Arora Khan
Banner / Studio : Arbaaz Khan Productions
Release Date : December 21th 2012



Lyrics Of Pandeyji Seeti –

Kehte hain karte hain jo marzi

 Sunte nahi hain kisi ki arzi

Arey! karte nahi hum regular duty.
Thana me.. ha ha
Thana me baithe on duty
Bajaave haaye Pandeyji seeti
Thana me baithe on duty
Bajave haaye Pandeyji seeti

Pandeyji seeti bajave jee seeti
Pandeyji seeti bajave on duty
Aadat badi nashpiti
Bajave haaye
Bajave haaye
Bajave haaye Pandeyji Seeti hey

Aah ha ha.. Aah ha ha
Munni ke sab ras le liya re barfi waale rasiya
Haath malat rahi jaive re ud jave jo chidiya
Ud jaave chidiya, ud jaave chidiya
Ud jaave chidiya phurrr..

Maana re maana humne maana gajab tohra beauty
Hang karana humka pandeyji hai on duty

Jaan Humari kehte humko
Jaan se pyari kehte humko
Jaane kya kya swaang rachaye
Rajkumari kehte humko

Fanste nahi hain koi kaand karke
Ha ha Bhaiya..
Ho phaste nahi hai koi kaand karke
Hai marzi jo dekhe demand karke
Thana me.. hip hop

Aate hai jab Pandey Raja
Bajta hai tab sur me baaja
Ho chor uchake darr se bole
Uske badle maut hi aaja

Janchte nahi hain vaise raar karte
Ho hain jachte nahi hain vaise raar karte
Hoye hoye..
Are bode se dushman pe waar karte
Thana me thaana me baithe on duty
Bajave haaye Pandeyji seeti
Aadat badi nashpiti
Bajave haaye Pandeyji seeti
Pandeyji Seeti bajave ji seeti
Pandeyji Seeti bajave on duty ho..

Tuesday, 27 November 2012

Dagabaaz Re Lyrics - Dabangg 2

Song Title : Dagabaaz Re
Movie Album : Dabangg 2
Dagabaaz Re Singer(s) : Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
Lyricist / Songwriter : -Jalees Sherwani 
  Music Director / Composer : Sajid-Wajid
Star Cast : Salman Khan, Sonakshi Sinha, Arbaaz Khan, Vinod Khanna,
 Deepak Dobriyal, Sandeepa Dhar
Director : Arbaaz Khan
Producer : Arbaaz Khan, Malaika Arora Khan
Banner / Studio : Arbaaz Khan Productions
Release Date : December 21th 2012

Dagabaaz Re is a song from 2012 Hindi movie From Dabangg 2. Dagabaaz Re is sung by Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal. Music director is Sajid-Wajid.

Lyrics of Dagabaaz Re 

 Dagabaaz re haaye daghabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re

Derena derena derena..

Ho tore naina.. haaye
Naina naina naina haaye

Dagabaaz re haaye dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re
Kal mile... ha kal mile haaye
Kal mile e humka bhul gaye aaj re
Haaye Dagabaaz re, haaye dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re

Kaahe khafa aise Chulbul se Bulbul
Kaahe na tu mane batiya haaye

Kaahe pada pichhe jaane de bairi
Main jaanu kya tori khatiya haaye

Zindagi apni hum toka daan deyi de
Muskura ke jo maange praan deyi de
Kal mile.. ho kal mile
Haaye kal mile ee humka bhul gaye aaj re
Haaye dagabaaz re, haaye dagabaaz re
Tore naina bada dagabaaz re
Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re haaye
Tore naina bade dagabaaz re....

 
Get Twitter Fan Box Widget
Get Widget